--Male--
Pae pae pa pae pae pa
--Male--
Zor Ka Jhatka Hai Zoron Se Laga, Haan Laga
Shaadi Ban Gayi Umarqaid Ki Saza, Haan Saza
Zor Ka Jhatka Hai Zoron Se Laga, Haan Laga
Shaadi Ban Gayi Umarqaid Ki Saza, Haan Saza
--Female--
Yeh Hai Udaasi, Jaan Ki Pyaasi
Shaadi Se Achcha Tum Le Lo Faansi
--Male--
Laakhon Dukhon Ki Hoti Hai Ye Wajah, Haan Wajah
Zor Ka Jhatka Hai Zoron Se Laga, Haan Laga
--Male--
Pae Pae Pa Pa Pae Pae
Pae Pae Pa Pa Pae Pae
Pae Pae Pa Pa Pa Pae Pae Pae Pae Pae
Pae Pae Pa Pa Pae Pae
--Male--
Jiski Shaadi Par Jaana, Usko Itna Samjhana
Ha Jiski Shaadi Par Jaana, Usko Itna Samjhana
Na Kar Shaadi, Yeh Barbaadi, Phir Na Pacchtaana
--Female--
Haan Jiski Shaadi Par Jaana, Usko Itna Samjhana
Na Kar Shaadi, Yeh Barbaadi, Phir Na Pacchtaana
Haan Mauka Hai Pagle, Shaadi Se Bachle
Samjha Le Dil Ko Yeh Shaadi Ko Machle
--Male--
Shaadi Ke Mandap Se Tu Khud Ko Bhaga, Haan Baga
Zor Ka Jhatka Hai Zoron Se Laga, Haan Laga
--Male--
Pae Pae Pa Pa Pae Pae
Pae Pae Pa Pa Pae Pae
Pae Pae Pa Pa Pa Pae Pae Pae Pae Pae
Pae Pae Pa Pa Pae Pae
--Male--
Sabse Pehle Shaadi Thi, Yaaron Jahan Mein Jisne Ki
Usko Dhoondho, Pakdo Peeto, Galti Usne Ki
--Female--
Haan Sabse Pehle Shaadi Thi, Yaaron Jahan Mein Jisne Ki
Usko Dhoondho, Pakdo Peeto, Galti Usne Ki
Woh Tha Saudai, Banke Kasai
Usne Toh Sabki Lutiya Dubayi
--Male--
Paani Mile Na Maaro Aisi Jagah, Haan Jagah
--Female--
Haan Zor Ka Jhatka Hai Zoron Se Laga,
--Male--
Shaadi Ban Gayi Umarqaid Ki Saza, Haan Saza
--Female--
Zor Ka Jhatka Hai Zoron Se Laga
--Male--
Shaadi Ban Gayi Umarqaid Ki Saza,
--Male And Female--
Haan Saza
--Female--
Zor Ka Jhatka Hai Zoron Se Laga,
--Male And Female--
Haan Laga
|