Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

JAALSAAZ
JAALSAAZ Bookmark and Share
Hindi Song:

Todo Na Dil Beqaraar Ka

Movie or Album:

JAALSAAZ

Singer(s):

Kishor Kumar, Asha Bhosle


araaraaraaraara todo na dil beqaraar ka
maan jaao ji, chhodo yah dillagi- 2
le bhi lo pahala tohfa yah pyaar ka
araaraaraaraara todo na dil beqaraar ka

kaahe ko ham (haan, haan?)
lete phirein(aain?)
tohfe tumhaare
jhukate mere qadamon pe hain chaand sitaare

yah to bataa(kyaa?)
kab tak tera
dard saha re, bite yuun hi
ab ke bina meri bahaarein
bit jaane do mausam bahaar ka

araaraaraaraara todo na dil beqaraar ka
maan jaao ji, chhodo yah dillagi
maan jaao ji(hato ji)
chhodo yah dillagi
le bhi lo pahala tohfa
yah pyaar kaa(ai hato)

mainne kabhi(huun?)
dekha nahin(huun huun)
pyaar se tumako
is pyaar ka, aae yakin kabhi na hamako

ham tum mile(kyaa?)
chanda tale(aha ha)
yaad hai tumako, us raat ka(na na na)
intazaar hai tabhi se tumako
phir to ji kaato din intazaar ka
urr ai
aaiko poron italaabitala maitaaporonko (???)
maan jaao ji, chhodo yah dillagi - 2
le bhi lo pahala tohfa yah pyaar ka
araaraaraaraara todo na dil beqaraar ka
ja

ja ja abhi o jaaduugar, aur kabhi mil
daalo na ji, aisi nazar, dhadak utha dil

aisa na ho, chal duun kahin
khulake zara mil, le le ise
bas mein nahin, sanam mera dil
kya karuun main aise beqaraar ka
urr urr
maan jaao ji, chhodo yah dillagi - 2
le bhi lo pahala tohfa yah pyaar ka
na na na
Send Email To Friends Total Views: 32

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.