Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Band Baaja Baaraat
Band Baaja Baaraat Bookmark and Share
Hindi Song:

Tarkeebein

Movie or Album:

Band Baaja Baaraat

Singer(s):

SALIM MERCHANT, Benny Dayal

Music Director(s):

Salim Merchant, Sulaiman Merchant

Lyricist(s):

Amitabh Bhattacharya


[Tarkeebein Tarkeebein Kitni Hai Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Apni Hai Tarkeebein 
Satrangi Sapne Hai Atrangi Tarkeebein] – [2] 
Tarkeebein Tarkeebein Tarkeebein Tarkeebein 
Sir Pe Malish Ke Jaise Hain Mansube Har Dil Ke 
Ulje Balon Se Leke Raste Hain Manzil Ke 
Jaibon Mein Rakh Le Yaara Kanghi Hai Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Kitni Hai Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Apni Hai Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Tarkeebein 

Hum Kal Se Kal Niptenge Jo Hoga Dekh Lenge 
Hum Tas Se Mas Na Honge Jo Hoga Dekh Lenge 
Thande Pade Jo Haunsle Sek Lenge [Sek Lenge] 
Ho Ho Chadte Suraj Ko Chuke Sek Lenge 
Ho Tension Vension Kya Hai Bas Mathe Paper Hote Hain 
Beparwah Muskano Se Hi Masle Hal Hote Hain 
Aazma Le Aazma Le Changi Hai Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Kitni Hai Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Apni Hai Tarkeebein 
Satrangi Sapne Hai Atrangi Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Tarkeebein Tarkeebein 

Satrangi Sapne Hai Atrangi Tarkeebein 
Bachpan Se Gyan Sunte Hai Matt Samjho Life Is Easy 
Itni Bhi Kya Hai Jaldi Thoda Sa Take It Easy 
Mana Future Se Ummeedein Toh Lagi Hain 
Ho Kyon Na Jiyen Jo Aaj Mein Zindagi Hai 
Ho Mushkil Ke Dhabbon Ko Jam Ke Mehnat Se Dho Lenge 
Kamjoshi Kaisi Bhaiya Hum Sare Nal Kholenge 
Aazma Le Aazma Le Tanki Hai Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Kitni Hai Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Apni Hai Tarkeebein 
Satrangi Sapne Hai Atrangi Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Kitni Hai Tarkeebein 
Tarkeebein Tarkeebein Apni Hai Tarkeebein
Tarkeebein Tarkeebein
Send Email To Friends Total Views: 45

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.