Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

BHAI BHAI
BHAI BHAI Bookmark and Share
Hindi Song:

Mera Naam Abdul Rehaman

Movie or Album:

BHAI BHAI

Singer(s):

Kishor Kumar, Lata Mangeshkar


meraa naam abdul rahamaan,
pishtaa vaalaa main hun pathaan
khaane vaale kaa dil hotaa gul-gul,
vaah re vaah-vaah

lo ji bhaai saahab hamra pishta bahut achchha
lo ji mem saahab hamraa pishta nahin kacha
khaa ke dekho "very very good"mera chaarali baadaam pishta
meraa naam abdul rahamaan,
pishtaa vaalaa main hun pathaan
khaane vaale kaa dil hotaa gul-gul,
vaah re vaah-vaah


Lata:
abdul rahamaan ki main abdul rahamaniya
yahi meraa sonaa-chaandi, yahi meri duniya
hey abdul rehamaan - 3
abdul rehaman - 2

Kishor:
hooshey
meraa naam abdul rahamaan,
pishtaa vaalaa main hun pathaan
khaane vaale kaa dil hotaa gul-gul,
vaah re vaah-vaah

Lata:
khush hun main chaahe mujhe, rakhe jis haal men
bangale men kothi men ya tooti-phuti chaal men
chaand hai ye mera, main hun is ki chandaniya
abdul rehaman ki main , abdul rehamaniya - 2
hey abdul rehamaan - 3
abdul rehaman - 2

Kishor:
hooshey
meraa naam abdul rahamaan,
pishtaa vaalaa main hun pathaan
khaane vaale kaa dil hotaa gul-gul,
vaah re vaah-vaah

Kishor:
hindu khaaye, muslim khaaye, khaaye sikh isaai
mera pishta khaane vaale hindi bhaai-bhaai
mandir ho, masjid ho, yaa sikhon ka gurudvaara
sab ko allaah ka ghar samajhe,
yeh kaabul kaa banjaara
lo bhaai pishta lo, baadaam achchha maal aur sasta daam
aani jaani, duniya faani, baaqi hai allaah ka naam
mera naam abdul rahamaan

Send Email To Friends Total Views: 49

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.