Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Victory
Victory Bookmark and Share
Hindi Song:

Maja Aa Gaya Re Maja Aa Gaya

Movie or Album:

Victory

Singer(s):

Sonu Nigam, SURESH WADEKAR, SUDESH BHONSALE, ALTAF RAJA, Sumitra and Mahalaxmi Iyer

Music Director(s):

Anu Malik


Sapna Sachchaa Hogaya, Hogaya Hogaya
Sab Kuch Achchhaa Hogaya, Hogaya Hogaya
Indian Cricket Team Mein, Apna Bachchaa Hogaya
(Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya, Hogaya) - 2
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya Mazaa Aa Gaya
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2
Khabar Kya Sunaai, Khabar Kya Sunaai Nashaa Chhaa Gaya
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 3

Hey......
Dham Dham Dhol Bajaane Do, Aaj Khushi Mein Gaane Do
Madhoshi Badh Jaane Do
Jhoom Jhoom Ke Aaja Jhoom Jhoom Ke
Jo Socha Vo Paaya, Lo Manzil Pe Aaya Bhatakta Hua Raasta
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya..
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2
Khabar Kya Sunaai, Nashaa Chhaa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya

Desh Mein Naam Kamaayega, Phir Foreign Bhi Jaayega
London Australlia Mein Jaakar, Sabki Band Bajaayega
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya Mazaa Aa Gaya
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2
Khabar Kya Sunaai, Nashaa Chhaa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya

Kab Se Yeh Armaan Tha.., Dil Mein Toofaan Tha
Ab Saari Duniyaa Jaanegi, Kal Tak Anjaan Tha
Teri Duaa Daata, Teri Duaa Daata Sach Hogaya Sapna Tera
Jahaan Jaaoonga Naam Kar Jaaoonga
Mere Daata Yeh Vaada Rahaa
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya Mazaa Aa Gaya
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2
Khabar Kya Sunaai, Nashaa Chhaa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya

Sapna Sachchaa Hogaya, Hogaya Hogaya
Sab Kuch Achchhaa Hogaya, Hogaya Hogaya
Indian Cricket Team Mein, Apna Bachchaa Hogaya
(Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya, Hogaya) - 2
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 6
Send Email To Friends Total Views: 68

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.