Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

SANDHYA
SANDHYA Bookmark and Share
Hindi Song:

Maar Gayo Re - I

Movie or Album:

SANDHYA

Singer(s):

GAYATRI IYER, Asha Bhosle


ko: maar gayo re

ankhiyan se maar gayo re - 2
mari main sharam ke maar gayo re - 2
mari main sharam ke

ghunghataa kuchh bole kanganaa kuchh bole
main to raamaa main to raamaa haay raamaa marigayi
maar gayo maar gayo maar gayo maar gayo re
mari main sharam ke

ek taal man ki vinaa ke sang aise baje ki jaise mridang - 2
jag chhod de aa jhuum le aa mast ho jaa jogan ke sang
yauvan kuchh bole dhadakan kuchh bole
main to raamaa main to raamaa haay raamaa marigayi
maar gayo re
mari main sharam ke
maar gayo re

saawan ki badariyaa ne aag lagaayo re
he saawan ki badariyaa ne aag lagaayo re
jiyaa ghabaraayo moraa piyaa nahin aayo re
chunari kuchh bole bijuri kuchh bole
main to raamaa main to raamaa haay mari gai
maar gayo maar gayo maar gayo maar gayo re
mari main sharam ke

ko: maar gayo re maar gayo 

chhup jaa nik chandaa bairi baadal ki ot mein  - 2
sar mohe rakhanaa hai piyaa ji ki god mein  
aanchal kuchh bole kaajal kuchh bole
main to raamaa main to raamaa haay raamaa mari gai
maar gayo maar gayo maar gayo maar gayo maar gayo re
mari main sharam ke
maar gayo re mari main sharam ke

ghunghataa kuchh bole kanganaa kuchh bole
main to raamaa main to raamaa haay raamaa marigai
maar gayo maar gayo maar gayo maar gayo re
maar gayo re - 4
Send Email To Friends Total Views: 81

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.