Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Maan Gaye Mughall-E-Azam
Maan Gaye Mughall-E-Azam Bookmark and Share
Hindi Song:

Maan Gaye Mughall-E-Azam (Title Song)

Movie or Album:

Maan Gaye Mughall-E-Azam

Singer(s):

Anushka Manchandani, Ishq Bector, MAHALAKSHAMI IYYER, Shaan

Music Director(s):

Anu Malik

Lyricist(s):

Sanjay Chhel


(maine kali ka dil nahin toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda) - (2)
main toh kali ka -2 deewaana mere yaar
main toh kali pe -2 apna dil gaya haar
main toh kali se -2 karna chaahu ikraar
chaahe junvaar do -2 lambi lambi deewaar

maan gaye mughal-e-azam, ishq mein duba yeh aalam - (2)
jab what, jab come on, jab chalana, jab kab
jab pyar kiya toh darna kya, jab
jab pyar kiya toh darna kya, pyar kiya koi chori nahi ki
maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda
pyar kiya koi chori nahi ki, chhup chhup life mein jeena kya
jab tu, jab main, jab haan
jab pyar kiya toh darna kya - (2)
maan gaye mughal-e-azam, ishq mein duba yeh aalam - (2)

prem nagar ka prince hoon main, aur tu hai rathkasa
maine tujhko tune mujhko naino mein phaasa
jab kya jab waah jab aah jab ja
teer chale talwar chale yaaron ke baadshah
apna pyar maashaah allah kiski hai parwah
ishq ka yeh asar chakh le o bekhabar, chakh le o bekhabar
teer chale talwar chale yaaron ke baadshah
apna pyar maashaah allah kiski hai parwah
pyar kiya koi chori nahi ki, chhup chhup life mein jeena kya
jab so what, jab who cares, jab aa haan
jab pyar kiya toh darna kya - (2)
maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda

shehjaada mein cool cool, tu sexy anarkali
apana charcha shehar shehar aur gossip gali gali
jab me, jab you, jab true, jab
zanjeere deeware pehare always lagate rahe
we dont care kehkar paagal premi milate rahe
ishq ka yeh nasha har taraf har disha, har taraf har disha
zanjeere deeware pehare always lagate rahe
we dont care kehkar paagal premi milate rahe
pyar kiya koi chori nahi ki
maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda, pyar pyar pyar pyar....
pyar kiya koi chori nahi ki, chhup chhup life mein jeena kya
jab tan jab mann jab dum jab
jab pyar kiya toh darna kya - (2)
maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda
mughal-e mughal-e mughal-e-azam, maan gaye mughal-e-azam - (2)
Send Email To Friends Total Views: 71

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.