Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Koi Aane Wala Hai - Strings
Koi Aane Wala Hai - Strings Bookmark and Share
Hindi Song:

Koi Aane Wala Hai

Movie or Album:

Koi Aane Wala Hai - Strings

Singer(s):

Faisal

Music Director(s):

Strings (Pakistani Band)


Dhadkan keh rahi hai, yahaan koi aane wala hai
Saawan keh raha hai, baadal koi chaane wala hai
Maan mera paagal dhundata hai tujhe ghabraake
Jhil keh rahi hai, saahil koi aanewaala hai
Koyal keh rahi hai, saathi koi gaanewaala hai
Ik naya aasmaan mil gaya hai hamein tujhko paake
Ho o o o o o.....
Aane wala hai koi
Ho o o o o o.....
Koi aane wala hai.....
Aaj mera jahaan tum hi tum ho
Abb meri daastaan tum hi tum ho
Tum yahaan tum vahaan jaane jaana
Jaau main abb jahaan tum hi tum ho
Mil gaya raasta kaisa phulon bhara chalte chalte
Dhadkan keh rahi hai, yahaan koi aane wala hai
Saawan keh raha hai, baadal koi chaane wala hai
Maan mera paagal dhundata hai tujhe ghabraake
Ho o o o o o.....
Aane wala hai koi
Ho o o o o o.....
Koi aane wala hai.....
Send Email To Friends Total Views: 63

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.