Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

JAAG UTHA INSAAN
JAAG UTHA INSAAN Bookmark and Share
Hindi Song:

Jaanu Ri Jaanu Ri

Movie or Album:

JAAG UTHA INSAAN

Singer(s):

Asha Bhosle, GEETA


asha:jaanu jaanu ri kaahe khanake hai tora kangana  -2 
geeta:main bhi jaanoon ri chhupake kaun aaya tore angana 
ari jaanu ri chhupake kau aaya tore angana 
main bhi jaanu ri 

asha:peepal ki chainya tale batiyaan banaay ke 
peepal ki chainya tale 
peepal ki chainya tale batiyaan banaay ke 
bhole bhaale dil ko, le gaaya udaay ke 
sakhi jaanu ree, jhoome hai kaahe tora jhumaka  -2 
geeta:main bhi jaanu ree, chhupake kaun aaya tore angana 
asha:jaanoon jaanu ri kaahe khanake hai tora kangana 
geeta:main bhi jaanuri chhupake kaun aaya tore angana 

geeta:bainya marod ke, gher ke giraay ke 
bainya marod ke 
bainya marod ke, gher ke giraay ke 
baith gaye chailava main mein samaay ke 
gori jaanu main, kahaan pe giri hai tori bindiya  -2 
asha:jaanu jaanu ri kaahe khanake hai tora kangana 
geeta:main bhi jaanu ri chhupake kaun aaya tore angana 
asha:jaanu ri jaanu ri kaahe khanake hai tora kangana 

geeta:tu na kah kisi se, main bhi na kahungi 
main bhi na kahungi 
asha:achchha to ban ja tu uankee, 
main unaki rahungu, unaki rahuungi main 
unaki rahungi, unaki rahungi 
geeta:koi kya kare baaje jab paanv ki 
asha:koi kya kare baaje jab paanv ki payaliya 
both:koi kya kare baaje jab paanv ki
Send Email To Friends Total Views: 57

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.