Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Murder 2
Murder 2 Bookmark and Share
Hindi Song:

Haal e Dil Hale Dil

Movie or Album:

Murder 2

Singer(s):

Harshit Saxena

Music Director(s):

Harshit Saxena

Lyricist(s):

Sayeed Quadri


Hey Kaash, Kaash Yun Hota 
Har Shaam Saath Tu Hota 
Chhup Jaa Dil Na Yun Rotaa 
Har Shaam Saath Tu Hota 

Guzaara Ho Tere Bin Guzaara Ab Mushkil Hai Lagta 
Nazaara Ho Tera Hi Nazaara Ab Har Din Hai Lagta 

Hale Dil Tujhko Sunaata 
Dil Agar Yeh Bol Paata 
Bakhuda Tujhko Hai Chaahta Jaan 

Tere Sang Jo Pal Bitaata 
Waqt Se Main Woh Maang Laata 
Yaad Karke Muskuraata Haan 
Woo Oo .. 

Tu Meri Raah Ka Sitaara 
Tere Bina Hoon Main Awaara 
Jab Bhi Tanhai Ne Sataaya 
Tujhko Besaakhta Pukaara 

Aa Chaahat Hai Meri La Fanaa 
Par Meri Jaan Dil Mein Hoon Rakhta Haan 

Hale Dil Tujhko Sunaata 
Dil Agar Yeh Bol Paata 
Bakhuda Tujhko Hai Chaahta Jaan 

Tere Sang Jo Pal Bitaata 
Waqt Se Main Woh Maang Laata 
Yaad Karke Muskuraata Haan 
Woo Oo .. 

You're The One To Me 
I Love Whats Meant To Be 
I Know You Feel It Too, If I Look At You 

Khwaabon Ka Kab Tak Loon Sahara 
Ab Toh Tu Aa Bhi Ja Khudara 
Meri Yeh Dono Paagal Aankhein 
Har Pal Maange Tera Nazaara 
Aa Samjaun Inko Kis Tarah 
Inpe Mera Bas Nahin Chalta Haan 

Haal-E-Dil Tujhko Sunaata 
Dil Agar Yeh Bol Paata 
Bakhuda Tujhko Hai Chaahta Jaan 

Tere Sang Jo Pal Bitaata 
Waqt Se Main Woh Maang Laata 
Yaad Karke Muskuraata Haan 
Woo Oo ..
Send Email To Friends Total Views: 20

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.