Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

SALAAM-E-ISHQ
SALAAM-E-ISHQ Bookmark and Share
Hindi Song:

Dil Kya Kare (Salaam-E-Ishq)

Movie or Album:

SALAAM-E-ISHQ

Singer(s):

ADNAN SAMI


silli silli tapti raaton mein
jalton hoon mein barsaton mein
dooba dooba har pal yaadon mein
dil kya kare
apney mein hi khoya rehta hoon
kehna hai kuch kuch kehta hoon
pain ajab sa sehta hoon dil kya kare
ho... aankhon aankhon mein
ho... baaton baton mein
ho... le gaya koi
ho... de gaya koi
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq

din bhar kuch miss karta hoon
jaane kaise khwaahish karta hoon
bheed mein tanha rehta hoon
dil kya kare
bhool gaya main din saal mahina
january mein bhi aaye pasina
aata hai aaraam kahin na dil kya kare
ho...aankhon aankhon mein
ho... baaton baton mein
ho... le gaya koi hoooo
ho... de gaya koi
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq

ho ..main jo baithoon toh baitha rahoon
der tak chal padoon toh mein chalta rahoon door tak
ho... chaayi bekaraari udd gaye totey
hanss deta hoon rotey rotey
memory mein koi jaagtey sotey
dil kya kare
ho... aankhon aankhon mein
ho... baaton baton mein hooo
ho... le gaya koi
ho... de gaya koi
salaam-e- ishq ishq ishq salaam-e-ishq

hoo...raaastey bhool jata hoon mein
kyon bhalla
bewajaah gungunaata hoon mein
kyon bhalla
nikloon mein phati jeans phenke
shirt ke na hosh button ke
bajjte hain sab sur dhadkan ke dil kya kare
ho... aankhon aankhon mein
ho... baaton baton mein
ho... le gaya koi
h... de gaya koi
salaam-e- ishq ishq ishq salaam-e-ishq
ho... aankhon aankhon mein hooo
ho... baaton baton mein
ho... le gaya koi
h... de gaya koi
salaam-e-ishq...
Send Email To Friends Total Views: 79

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.