Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

KAISE KAHOON KE PYAAR HAI
KAISE KAHOON KE PYAAR HAI Bookmark and Share
Hindi Song:

Chaahaten Betaab Hain

Movie or Album:

KAISE KAHOON KE PYAAR HAI

Singer(s):

Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy


u:
chaahaten betaab hain aankhon mein ye kvaab hain
thodi si hain duuriyaan aur kuchh majabuuriyaan
ka:ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
u:
haan chaahaten betaab hain aankhon mein ye kvaab hain
thodi si hain duuriyaan aur kuchh majabuuriyaan
saari qasamen tod duun sochataa huun bol duun
raaz saare khol duun kah rahaa hai dil divaanaa
haan kah rahaa hai dil divaanaa kah rahi hain dhadakanen
ye to hai mushqil meri kaise kahuun ke pyaar hai - 2

ka:
kah rahi haathon ki mehandi kah rahi hain chuudiyaan - 2
sharm si aati mujhe kaise kahuun ke pyaar hai - 2

u:
har ghadi shaam-o-sahar raastaa dekhaa karuun
kab milen kaise milen bas yahi sochaa karuun
ho har ghadi shaam-o-sahar raastaa dekhaa karuun
kab milen kaise milen bas yahi sochaa karuun
is mohabbat ki qasam ab duaaon mein sanam
bas tujhe maangaa karuun
kah rahi hai beqaraari
haan kah rahi hai beqaraari
kah rahi divaanagi
ye to hai mushqil meri kaise kahuun ke pyaar hai
ka:
haan sharm si aati mujhe kaise kahuun ke pyaar hai
u:
he he he he haa haa haa he he he

ko:
pa pa raa raa -8
ka:
raat bhi dhalati nahin kaate din katataa nahin
aankhon se cheharaa teraa ek pal hatataa nahin
ho raat bhi dhalati nahin kaate din katataa nahin
aankhon se cheharaa teraa ek pal hatataa nahin
kyaa karuun jaan-e-vafaa ek bas tere sivaa
ab koi janchataa nahin kah rahaa aankhon kaa kaajal
haan kah rahaa aankhon kaa kaajal kah rahi angadaayiyaan
sharm si aati mujhe kaise kahuun ke pyaar hai
u:
ho ye to hai mushqil meri kaise kahuun ke pyaar hai
ka:
kah rahi honthon ki laali kah rahi tanahaayiyaan
u:
kah rahaa mausam kaa jaaduu kah rahi hain vaadiyaan
ka:
sharm si aati mujhe kaise kahuun ke pyaar hai
u:
haan ye to hai mushqil meri kaise kahuun ke pyaar hai
do:
laa la laa laa
Send Email To Friends Total Views: 82

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.