Namkeen Si Baat Hai, Har Nayi Si Baat Mein
Teri Khushbu Chal Rahi Hai Jo Mere Saath Mein
Halka Halka Rang Beete Kal Ka
Gehra Gehra Kal Ho Jaeyga (Ho Jaeyga)
Aadha Ishq Aadha Hai, Aadha Ho Jaeyga
Qadmon Se Meelon Ka Wada Ho Jaeyga
Aadha Ishq Aadha Hai, Aadha Ho Jaeyga
Qadmon Se Meelon Ka Wada Ho Jaeyga
Be-Shumaar Raatain, Be-Hisaab Baatain
Paas Aate Gum Hojaati Hain
Be-Khudi Mein Dhal Ke, Be-Kali Mein Jal Ke
Sau Hazaar Yaadain Nam Hojaati Hain
Pheeka Pheeka Pal Beete Kal Ka
Mehka Mehka Kal Ho Jaeyga (Ho Jaeyga)
Aadha Ishq Aadha Hai, Aadha Ho Jaeyga
Qadmon Se Meelon Ka Wada Ho Jaeyga
Aadha Ishq Aadha Hai, Aadha Ho Jaeyga
Qadmon Se Meelon Ka Wada Ho Jaeyga
Aadha Ishq..... Aadha Ishq
Aadha Ishq..... Aadha Ishq
Intezaar Sa Hai, Imtehaan Sa Hai
Itmenaan Sa Hai, Kya Hai Na-Jaane
Ibteda Nahi, Ibteda Huwi Hai
Inteha Huwi Hai, Kese Na-Jaane
Chalka Chalka Pal Beete Kal Ka
Thehra Thehra Kal Ho Jaeyga (Ho Jaeyga)
Aadha Ishq Aadha Hai, Aadha Ho Jaeyga
Qadmon Se Meelon Ka Wada Ho Jaeyga
Aadha Ishq Aadha Hai, Aadha Ho Jaeyga
Qadmon Se Meelon Ka Wada Ho Jaeyga
Aadha Aadha Aadha Ishq
|