Hindi Song Lyrics Hindi Lyrics
Signup
Register Login

Songs lyrics by movie name

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs lyrics by songs title

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

DUS LAKH
DUS LAKH Bookmark and Share
Hindi Song:

Aa Lag Ja Gale

Movie or Album:

DUS LAKH

Singer(s):

Mohammad Rafi


aa lag ja gale dilruba(2)
kahan rooth ke chali o gulab ki kali
tere kadmo mein dil hai mera aaaa
lag ja gale dilruba

o shola-badan o zohrajabi 
tum gusse mein lagti ho aur haseen
baitha hoon jigar ko thame huye
mujhpe na gire ye bijli kahin
itna na sitam karna
kuch nazrein karam karna
dekhiye dil hai nazuk mera aaa
lag ja gale dilruba
aa lag ja gale dilruba
kahan rooth ke chali o gulab ki kali
tere kadmo mein dil hai mera aaaa
lag ja gale dilruba

ithrate na chal balkhate na chal(2)
aanchal ko hawa mein udate chal(2)
ban jayega koi afsana
dil ko mere tadpate na chal
kya kehne nazakat ke
saaman hai qayamat ke
main to pehli nazar mein luta aaa
lag ja gale dilruba
aa lag ja gale dilruba
kahan rooth ke chali o gulab ki kali
tere kadmo mein dil hai mera aaaa
lag ja gale dilruba

na ishq hamein hai duniya se
na pyar hamein hai daulat se
hamko to mohabbat hai zaalim
teri bholi bhali soorat se
palko pe bitha loonga
seene mein chupa loonga
main hoon kabse deewana tera aaa
lag ja gale dilruba
aa lag ja gale dilruba
kahan rooth ke chali o gulab ki kali
tere kadmo mein dil hai mera aaaa
lag ja gale dilruba
Send Email To Friends Total Views: 67

Our goal is to make geetbase.com the biggest online database of Hindi Lyrics in the world. We thank all our members who have been submitting new as well as old bollywood song lyrics to the database on daily basis. You can also help this site grow by submitting Song Lyrics of your favorite bollywood movie. Don't forget to Bookmark this site!!!! Please help this site grow by submitting Song Lyrics of your bollywood movie.